Monday, 14 August 2017

New Website Blog Ko Google me Fast Rank Kaise Karaye ~ gniithelp

Jab koi user new website banata hai to uske man me SEO se related bhut sare question aate hain jaise-
  • -Meri website kab tak rank karegi?
  • -Ye Google me rank aana kab start hogi?
To friends, website ko acchi rank karne me 3 month se 6 month lag jate hain. Lekin me aaj aisi trick aapke sath share kar rha hu jisse aapki site only 1-2 din me Google me Index ho jayegi. Iske sath hi Google me rank hona bi shuru ho jayegi. Me ek bat aur batana chhta hu ki ye ek starting step hai. Isse aap ki website teji se search engine Google rank me dikhne lagegi.
improve-keywords-ranking
Kiase Laye Website ko Teji se Google Rank me-
Me aapko kuch website share kr rha hu. Is process ko Search Engine Submission bhi kahate hain, Jo SEO ka first step hai. Iska meaning hai apni blog or websites ko search engine me submit karna jisse ki wo teji se Index ho sake.
Website List-
http://www.siteworthtraffic.com/
https://www.reddit.com
https://www.w3counter.com
http://archive.is/
http://sur.ly/
http://scamanalyze.com/
http://www.pingmyurl.com/
http://www.w3snoop.com/
https://sixstat.com/
http://website.informer.com/
http://www.urlrate.com/
http://www.websiteoutlook.com/
https://www.rankstand.org/
http://mobify.site/
https://www.woorank.com
http://webns.co/
http://www.namecheckup.com/
http://www.rankolia.com/
http://www.finedo.xyz/
http://websitedays.com/
http://whois.ws/
http://whois.phurix.co.uk/
https://www.quantcast.com/
http://toolbar.netcraft.com/site_report
http://www.aboutthedomain.com/
In websites ko ek ek karke open kariye aur inme apni website ko submit kariye. Sabi website me aapke blog ko submit karne ka option diya hua hai. Apni website aise hi sabi websites me submit kar de. Fir dekhiye 1-2 din me hi aapka Blog/Website Google rank me dikhne lagega. Ye ek 100% working trick hai.

No comments:

Post a Comment